صحت عالمی ادارے کے مطابق جسمانی، ذہنی، روحانی اور سماجی طور پر مکمل صحت مند ہونا ہی اصل صحت ہے۔ لوگ عام طور پر جسمانی صحت کے حصول کے لیے وقت اور دیگر وسائل صرف کرتے ہیں۔ اور صحت کے دیگر تین اصولوں کو نظر انداز کر دیتے ہیں۔ تاہم یہاں برہما کماریوں میں ذہنی، روحانی نشونما کے ساتھ ساتھ سماجی صحت اورعبادات کو بھی کافی اہمیت دی جاتی ہے۔ ہمارے ذریعہ سکھائی گئی رابطہ سلطنت (ریاضت) کے ذریعےصالح اقدار کو فروغ دینے میں مدد کرتی ہے۔ جس سے اخلاص، خوشی اور بہت سی روحانی طاقت حاصل ہوجاتی ہیں اور تناؤ سے نجات والی زندگی مل جاتی ہے۔
Sehat Alami idaare ke mutabiq jismaani,zehni,roohani aur samaji tour par mukammal sehat mand hona hi asal sehat hai.Log aam tour par jismaani sehat ke hosool ke liye vakt aur deegar vsaail sarf karte hai. Aur sehat ke deegar teen usoolon ko nazar andaaz kar dete hai. Taahum yhaan brahmakumaris me zehni, roohani nash e numa ke saath saath samaji sehat aur ibaadat ko bhi kafi ahamiyat di jati hai. Hmare zariye sikhaai gyi raabta e saltanat ( Riyazat) ke zariye saaleh iqdaar ko faroog dene me madad karti hai. jis se ikhlaas, Khushi aur bhut sari roohani taqat hasil ho jati hai. Aur tanav se nijaat wali zindgi mil jati hai.